Sabse chhupa kar jo wo dard muskura
diya,
Usiki hansi ne to aaj mujhe rula diya,
Lehje
se uth raha tha har ek dard ka dhuaa,
Chehra bata raha tha k sab kuch gawa diya,
Aawaz
mein therao tha aankhon mein nami thi,
Or keh raha tha k sab kuch bhula diya,
Khud
bhi wo humse bichhad kar adhura sa hogaya,
Mujhko bhi itne logo mein tanha bana diya....