mere vij, samaj nahi aa raha kiski soonu... maun bhi bol raha hai or jubaan bhi...... tumhi par fesla hai ab... jo padhna chaho padh lo.... Kisi Mausam ... is...
Chupke se kahi shaam ka aanchal lahraaya Hawa maie ek khushbu si pasar gayi... Nazrae oothhaake saamne jo dekha Musam ko muskuraata huaa paaya. Ek hi pal maie...
Vijendra Ji Bahut achhi lagi aapki kavita.. Sunder hai apne saath baha si rahi hai .. ant tak padhne ko vivash karti hui aur kavita ka ant bahut achha kia hai...
sanjeev bhaai Pahle to dhanyavaad shubhkaamnaaon ke liye.. Subah ki chai ne bahut khushi di hai mujhe.. aur haan is baar naye saal ka abhinandan sabse pahle...
Vijendra Ji, mausamo.n ki chhat tale yaado.n ki duniya se bahar nikaliye aur yatharth me mausamo.n me rangeeniya.n bhariye..... meri baaton par vishesh dhyan...
Neelam Ji, kavita me shabdo.n ke guchhe se jab ras tapakta ho to kavita padhne ka maza hi kuchh aur hai.....khaaskar agar ye prabhav saral shabdo.n se janit...
............."meri baaton par vishesh dhyan na dijiye......." Oh...Achha hua aage yah likh diya tumne. Warna main tumhari baaton ko dhyan main rakhte hue yah...
........apne saath baha si rahi hai ..ant tak padhne ko vivash karti hui .... En shabdon ke liye aapko bahoot abhoot Sukriya Neeraj...achha laga.. Aapka, ~Vij ...
Aap paas aaye.....aur paas aaye... Aur........ Katraake yunh chal diyae Jaise kabhi pahchaan hi nahi thhi. Ek hi pal maie....... Mano... Musam ne karwat badal...
Hi Pratyakshaji, Aaj Cactus padha. Maine is kahani ke sandarbh mein pahale kuchh mails dekhe the group par. Magar aaj hi ye kahani padh paya. Achhi lagi. Aapki...
The Uncertainty of the Poet Wendy Cope I am a poet. I am very fond of bananas. I am bananas. I am very fond of a poet. I am a poet of bananas. I am very fond. ...
Doston, Sabse pahle mein tahe dil se Anubhuti group ki aur se aap sabka dhanywaad dena chahungi… aap sabhi ka pyar paakar ye group din duguni raat chauguni ...
vijen.... kavita bahut sundar hai....ek kalakaar ke taur par tumharey star aur gahraayi ka parichay deti hai.... PAR....tum hi kaho....jab tumne saral si baat...
Vij, sab ne itna kuchh kahaa hai tumhari kavita ke liye ki ab shabd nahi...:) ek baat kahana chahungi ....tumhare haath main tulika ho yaa kalam......baat mann...
Mujhe kuchh aisa dar lagne laga tha ki rachnao.n me itna antaraal rakhoo.n to logo.n ke mujhe bhool jaane ka bhay hai....isi bhay ko mitaane ka ek prayas kar...
Neeraj Ji, Jara der hui aapki kavita ke rubaru hote....kshama chaahunga..... par kuchh bhi kahiye...kasam kavita ki maza aa gaya... aap to hasya ras ke ustaad...
ADAAB MAHAVIR JI AAP KI GHAZALS PADH KAR MAZA BHI AAYA AUR HANSI BHI JANAAB YEH GUL SHARAB CHUTE HI NAHIn PEENE KI AAT TO DOSRI HAI AUR YEH TO AAP KI MOHOBBAT...
Priya Renu Yeh bhi koi poochhna hua yeh bhi koi baat hai aisa laga kisi ne poochha din sach hai ya raat hai haan! yaad karti huN chhoti motii saari baateN ...
badee naainsaafi hai ye...;-) anyways agar sach sabkaa milna hua tho, group mein ek vistrit posting kar dena ki kaisee rahee woh meeting...kya hua etc. Manoshi...
Pahle tho kshama maang loon ki apni ek puraanee kavita jo pahle bhej chukee hoon ko phir bhej rahee hoon, abhi achaanak laga ki haan mausam topic par ye sahee...
Hello Manoshi yadi yeh kavita dobara na bhejtiN tou sambhav hai ke hum vanchit rah jaate iss sunder bhav bhari kavita se. Jaane kaun kaun sii baarish kii baat...
mann ko chhoo jaaye aisii baataiN...jinhe shayad kahiN na kahiN har kisi ne jeeya hota hai... Renu... Mooslaadhaar Baarish Kal ki shaam badee bhaari thi ...