Aadarneeya gurujan v saathiyon, Main apnee ek kavita yahan post kar rahee hoon. Aap sab kee raaye jaane ko betaab rahoongee. Purnimajee, Rati jee v anya...
namaste Manoshi, 'phir ek khayaal' padhi achchhi lagi. pritikriya me kuchh panktiyan kah rahi hoon : Khayal to uthte hai, girte hain bikhar jaate hain dost ban...
manoshi ke khayaal dekhe dekhe khayaal purnima ke dil khushi se bhur gayaa khayaalo kaa safar ho gayaa dil hai dimaag hai khayaal to aane hi hai aankhe khulii...
Ratidi ki pratikriya iss prakaar rahee...unhone mujhe email kiya jo main attach kar rahee hoon. Manushi, maine tumhari kavita bhi padh li. kavita meN prateekoN...
Nameste Manoshi , Purnima ji thatha anya Kavi / lekhak mitragun Aap subhi ke liye ye bada hi rochak maadhyam Manch yehan , Maoshiji ne taiyyar kiya hai ~~~ ...
Kya baat hai Lavanya Jee. Aap sab diggaj kavi-kaviyitriyon ke ashirwaad ki hum naye ubharte kavion ko zaroorat hai. Ye group Purnima jee ke protsahan se shuru...
"ashygandhi" <ashygandhi@y...> wrote: Ashyji , Kem cho ? Long Time No see ;-) Hope All is well with you ! Lavanya here ~~~~ ... khayaalo kaa safar ho gayaa dil...
"Manoshi Chatterjee" <khallopapa@y...> wrote: Kya baat hai Lavanya Jee. Aap sab diggaj kavi-kaviyitriyon ke ashirwaad ki hum naye ubharte kavion ko zaroorat...
Lavanya Ji, Please mujhe 'ji' na kahein. Manoshi hi bas. Manoshi darasal Bengali uchchaaran hai MANASI ka. --Manoshi ... -- ... to ... hai ! ... kadam ... kee...
Ab aap mujhe JI keh rahin hai ~~~ To hume bhi keh lene dijiye ! After all ~~~~ what's in name ? A Rose by any other name , smells as sweet as the one ;-) ...
raasta bhi ager bhool jaaoN ga maiN shaam hogi to ghar lote aaoNga maiN meri khushbu nighaoN mai rakh lena tum kho gaya to bohot yaad aaoNga maiN rah takna...
Achchhee ghazal hai... Ek sawaal hai... paanchave sher kee doosaree pankti jara samajh men nahi aayee...kisi ke pukarane kaa havaaon se baaze lagane kaa talluk...
Hawao se bazi ka matlab hai, hawa ki raftar se bhi tez daudana. shayar kahta hai ki usne zore se awaz de ker bulaya hai aur mai hawa ko maat de ker usase milna...
Hello Lavanya, ye JI Baajii chhod denaa Kaho muze Mastana ya Musafir Ya to fir DoorKaRahi Ashwin ya Ashy bhi chalegaa Magar JI ko to jaroor bhool jaanaa.. :) ...
meri priy purnima ji.. or woh sabhi mitr jinhe jaanti nahi hu par oonki kalam se dosti ho gayi hai.. aisi rati ji, lavnyaji, maansi ji... sabhi ki raay chahti...
Adarniya Purnima Ji, Lavanya Ji, Ashwin Ji aiur Manooshi Ji, Bahut accha lag raha hai ye soch kar ki main apne vichar rakh sakti hoon aap sabhi ke saamne iss...
Adarniya Purnima Ji, Lavanya Ji, Ashwin Ji aiur Manooshi Ji, Bahut accha lag raha hai ye soch kar ki main apne vichar rakh sakti hoon aap sabhi ke saamne iss...
Keep posting Sangeeta...likhtee raho. --Manoshi ... sakti hoon aap sabhi ke saamne iss manch ke jariye…. Sach bahut kuch seekhne milega aap logo se….. I...
Aap sab ki aagya ke saath meree ek kavita yahaan prastut hai...yahan main sabhee vidwanon kee raye janna chahoongee jisse apnee kritiyon ko aur acchha bana...
Namskar... Manoshi...aapki kavita padhi...achhee lagi... Sabhi ke khayal dekhate Khayalon me kho gaye hum par aaj socha is karvan me badhate hain hum bhi kadam...
Meena ki chhaya padhi. aur aankhe num ho gayeen. is group ke bahut kum log jaante honge ki meena anaath bachcho ke saath kaafi samay niyamit roop se bitaati...
Dear Purnimaji, Sach hai ki ye sachhaaee jaanne ke baad iss kavita ka marm aur samajh mein aaya. Bina jaane bhi, yeh kavita mann ko chhoo gayee thee, isiliye...
Dear Purnimaji,Manoshiji, aap dono ka bahut shukriaa... jo aapne meri chhaya ko saraha... maie samajti hu ki is se meri chhaya ko jaroor aap logo ka sneh mila ...
... Manoshi ji, kai baar aap ke 'phir ek khayaal' ko padhha.. aapki rachna maan ko sirf chhu kar rook nahi gayi... par maan maie apni jagah bhi bana li.. meri...