kuch log aisay bhi hotay hin jo akailay hotay hin.
na koi aata hay na koi jata hay han zindagi bohat taklif daiti hay
najanay kiun zindagi hay kia hay hay zindagi may nahi janta par bohat taklif daijati hay
From: sudeshna_roy2
Sent: Monday, July 06, 2009 11:09 AM
Subject: ^*^ Heart Story ^*^ Re: ~~!I Believe!~~
tanha yeh zindagi tanha safar hai
kisko pata jaana kidhar hai
manzil kahan kiso khabar hai
tanha yeh zindagi tanha safar hai
koi kisika humdard nahi
kisi ke seene me dard nahi
nahi kisiko kisiki fikar hai
tanha yeh zindagi tanha safar hai
har koi matlab se aata hai
aakar takleef de jaata hai
kangaal hain par lut jaane ka darr hai
tanha yeh zindagi tanha safar hai