--- In ATTOCK@yahoogroups.com, "Neha Parikh" <me.neha1221@...> wrote:
>
masha allah aap bly achy shaer han allah kry aap ka serat aor
soorat bhy asy tarah acha ho (haqani)
> Kucch log sitam karne ko tayyar bethey hain
> kucch log mager humpe dil har bethey hain
>
> iss kashmakash main pehchane nahi jate
> kahan dushman aur kahan dost yar bethey hain
>
> ishq ko aag ka darya hi samjhl ijiyeh huzoor
> koi iss paar tou koi uss paar bethey hain
>
> kon kehta hai ke iss sheher main sare hain bewafa
> humare samne wafadar dou chaar bethey hain
>
> kal tak jinhein hasrat thi humein badnam karne ki
> aj wahi log apne kiye pe sharamsar bethey hain
>
> duniya se rooth jane ki khuwahish hai humari
> kya karoon iss khuwahish pe pehredaar bethey hain
>